▷❤️5 Most Questions About YouTube How To Rank Video

5 Most Questions About YouTube How To Rank Video

 Hi guys mean karta hun ki aap sab log khairiyat se Honge to aaj main aapko batane wala hun ki Aise Panch Sawal Jo ke bahut hi jyada Puche Jaate Hain YouTube ke bare mein YouTube mein Khud Hi in sawalon ke jawab Baat Hamen De Diye hain.

ya 5 Sawal kaun hai aur unke 5 kaun se Hain unke bare mein aapko Har EK chij ke bare mein bataunga agar aap Chahte Hain Koi Aap in 5 sawalon ke jawab Baat Hasil karen to Aap Mere Saathi kal ko lajmi and Tak Pade Thakor Koi aapko Har EK chij ke bare mein acchi tarike se samajh sake to Chaliye main aapko in 5 swalo ke jawab Bhi deta hun.

1. When does our video come in recommendation?

  YouTube wala Ne Khud bataya ki Ham Jab video upload karen to uska title description aur tag lagaen aur uske upar thumbnail lagaen lekin Hamen lagta hai ki yah sab chijen karne se Hamari video recommendation mein aane lag Jaati Hai.  yah bilkul ghalt Hai YouTube wale Kahate Hain Ki Ham Jab video upload hoti hai to use per audience ka attention dekhte hain ki is video per audience retention Kitna a raha hai.

Audience retention dekhne ke bad he is video ko dusri video ke sath recommendation mein add kar dete hain commentation mein video jaane ke liye aapki video per audience retention bahut hi jyada hona lazmi hai. 

Must Watch:How To Do Best Voice Typing In English, Hindi And Urdu

Must Watch: How To Do Meeting With Zoom App in 2021

2. How our video rank?

 Dusra question ke Hamari video rank Kaise Hoti Hai YouTube wale Kahate Hain Ki Jis video per Jyada audience ka engagement Aata Hai To Ham usko recommendation Mein bhej Dete Hain Jab aur accommodation Mein Jaane Shuru Ho Jaati Hai To fir Ham usko home page Par video ko bhej Dete Hain.

 Aapane Dekha Hoga Ki aap Jab Apna YouTube ka app open karte hain to aapko home par Jo videos Nazar Aati Hain vah unhen recommendation aur audience ke engagement ki vajah Se Hi home per aapko Najar Aati Hain Yahan vah aapko aapke interest base Ke Upar videos Nazar Aati Hai.  To YouTube wale a audience engagement dekhne ke bad aap na aapka title FIR Uske bad description check karte hain usmein vah dekhte hain ki yah video kis chij ke bare mein hai. 

Agar unhen title aur description mein samaj nahin aati Ke Ja video kis chij ke bare mein hai To vah fir tags ko dekhte hain Ke Ja video kis topic aur kis Nish ke bare mein hai to yah aapka question clear Ho Gaya Hoga Ki Hamari video Kaise Rank hoti hai.  

3. How our video goes viral?

 Third number per Jo chij Aati Hai log poochha ki Hamari video viral Kaisi Hoti Hai Pahle wali do point jo maine aapko bataya ki sabse pahle vah aapki video ko aur commendation Mein Baithe Hain Jab aapki videos ke upar engagement aata hai.  FIR Uske bad jo aapki videos ko home per per hi Dete Hain Jaise hi aapki video home page per Jaati Hai to use per unlimited views Aana shuru ho Jaate Hain To vahan Se Hi aapki video viral Hona Shuru Ho Jaati Hai.

  YouTube wale yah dekhte hain ki is videos per kitne Jyada active users Hain To fir Unka engagement ko Dekhte Hue YouTube aapki videos ko viral kar deta hai to Aapka yah third question ka dubbed be clear ho chuka hoga.  

4. Advantages and Disadvantages of external traffic

 Bahut se log yah question Karte Hain Ki Hamari video per Jyada external view aenge to Uske kaun kaun se disadvantages Honge Hamari video ko aur Hamare YouTube channel ko YouTube wale yah Kahate Hain ki agar aap ki video Kahin dusre platform matlab Facebook per ya Kisi website per embed hai aur vahan se aapki video per traffic a raha hai Youtube waly kahty ha use engage hote hain.

To isase Aapka hi fayda hai Hamen ise Kisi bhi Kishan ka nuksan Nahin Kai Log Kehte Hain Ki Hamara external traffic bahut jyada badh gaya hai ise Hamare channel ko aur video ko disadvantage Honge Hamari video recommendation Mein Nahin a Rahi Hamari video home per Nahin ja rahi to yah sab baten hain aap ki video Ko Kisi bhi kism ka disadvantage Nahin Hoga Banke is aapke views hi badhenge. 

5. How many videos should be uploaded to the channel?

 Kai log yah question Karte Hain Ki Hamen channel per daily Kitni videos upload karne chahie Kafi Sare log yah question Karte Hain Ki Kya Ham Apne channel par daily 10 videos upload kar den 5 videos upload kar den.  to YouTube wale Kahate Hain ki agar aap ek Din Mein Itni Jyada videos ko upload Karenge to isase Aapka hi nuksan hoga nuksan Is Tarah Se Hoga ke aapki videos ke notification Logon Tak Nahin Jaenge aur Agar log aapki videos ko Dekhenge bhi to vah confuse ho Jaenge ki Itni Jyada videos hai aur ham Kis Ko Dekhen.

Aap ko chahie ki aap apni videoscope load karne ki routine banaa Le Jana Ki Ek video upload kar den yah bich Mein 3 se 4 video upload kar sakte hain aapko Achcha Lage are vaise kar sakte hain lekin Jab aap ek Din Mein 10 yah 5 video upload Karenge to usse aap ki sari videos ka notification Logon Tak Nahin Jaega aur isase aapke views bhi down ho Jaenge.

Welcome To Basestamp.com This Is Sam a Blogger And Social Media influencer. I Will Provide You Kururlus Osman, The Great Seljuks, Latest News About Movies And Technology Related Information.

Leave a Comment