Hi guys kya aap log bhi photo editing karte hain aur aap log Chahte Hain ki aap photo editing ke liye ek Achcha laptop buy kaise Karen to aap kya lekin aap ko ya nahin pata ki Ham photo editing ke liye kaun sa laptop Le Tu Aaj Main aapko Har EK chij ke bare mein acchi tarike se bataunga ki aap ek Achcha laptop photo editing ke liye Kaise choose kar sakte hain.
To aaj main aapko bahut hi Sasta laptop ke bare mein batao onga jisse aap by Karke apni photo editing ka career start kar sakte hain Tujhe isliye Maaf Ho Iske bare mein acche tarike se batata hun.
Table of Contents
What Is Your Work With Laptop?
Kisi bhi laptop ko kharidne se pahle Aapke dimag Mein Ek chij lajmi honi chahie ke aap is laptop ke upar kaun sa work Karenge aur aap is laptop ko kis purpose ke liye istemal Karenge sabse pahle yah chij aapane select kar leni hai Kai Logon Ko Yahi Nahin Pata Hota ki Ham Iske Upar future mein kaun sa kam Karenge.
Lekin vahi Kai bar Achcha laptop Le lete hain aur is per vah kam karte hain Fir Bhi Kahate Hain Ki Mare Paisa jaaoge aur kuchh log kam paison wala laptop to khareed lete hain lekin bad Mein Jab vah Koi use per heavy bar Karte Hain To vah Kam Nahin Karta to isliye aapane sabse pahle yah select karna hai ki aap is laptop par kaun sa work Karenge aur aap is laptop ko kis purpose ke liye istemal Karenge.
How Much Ram?
Laptop ko kharidne ke bahut hi jyada Jaruri ye chij hai aapko yah Pata Hona chahie ki Aap Jo software yah program Apne laptop mein run Karenge uske liye Kitni Ram honi chahie Ram Ek bahut hi jaruri chij hai Kisi bhi program ya editing ke dauran rendering karne ke liye.
Aajkal Aam Taur par bahut Sare software hai jo kam se kam 8GB RAM ke upar Run hote hain Agar usse kam Ram ho to use aapka laptop hang Hona shuru ho jata hai to Jab Bhi aap laptop by Karen to usmein jo sabse Jaruri chij hoti hai vah aap apni Ram Ko Ek Bar hi acchi Ram Jyada GB ki lagwaye tar ke bad mein jakar aap ko Kisi bhi kism ka masla pesh Na Aaye .
Must Read: Comparing The Original Apple Watch Solo Loop With A Cheap Alternative
Must Read: Is it OK to Buy Pixel Buds in 2021? Full Review 6 months after purchase
Read More: How To Translate Any Documents Online And Secure Your Mobile From Unwanted Applications
How Much Hard Disk?
Ram ke bad Jo Jyada Jaruri chij aati hai vah hai ki aap kitne GB ki hard disk ya SSD disk lagwana Chahte Hain Hamesha Apne laptop mein main aapko suggest Karunga ke aap SSD hard disk hi lagaen jisse aap Kisi bhi Kishan ka program run Karenge to aapko Hardik ki vajah se koi bhi mushran nahin aaega aapko chahie ki aap kam se kam 500 GB ki hard disk lagaen vah bhi SSD honi chahie.
Jab Bhi aap laptop Le To aap yah dekhiae ki aap apne laptop Mein Kitna data store Karenge to Usi hisab Se Hi Hamesha apni hard disk ko choose Karen ki aap usmein kitne GB ki hard disk lagaen to aapko Sahi lagega aur aapka software yah program usmein acche tarike se ran Hoga aur aap usmein Jyada Se Jyada data store kar sakte hain.
Must Read: Best Software For Professional Photo Editing In 2021
Must Read: Does the iPhone 12 have 5G technology?
How Much GB Graphics Card?
Graphics card yah Ek bahut hi jyada important part hai aapke laptop mein aapko chahie ki aap Dekhenge aap jis Kasam ka bhi software Apne laptop mein use Karenge vah Kitna Jyada heavy Hoga aapko chahie ki aap ek accha Sa graphics card Ek Bar hi lagva Ley ke aapke future mein kisi bhi Kishan ka koi masla pesh Na Aaye.
Aamtaur per graft card Jyada Sar vah log Lagate Hain Jo jyadatar gaming karte hain agar aap bhi Chahte Hain ki aap Ham laptop mein gaming karen to aapko chahie ki aap ek Achcha sa kam se kam 2 GB ka graphics card lagaen jisse ke aapka laptop future Mein hang Na Ho aur aap Ko Kisi Bhi kism ki pareshani ka Samna Na Karna Pade.
Must Read: Android Vs 6 thousand iPhone 5s And iPhone 5s PUBG Test
Must Read: 9 Best Mic For YouTube Videos Under $200 In 2021
Check Requirement Of Softwear You Are Using
Check requirements of your software that you are using in your laptop yeh ek bahut hi jyada important part hai ki agar aap laptop by karne ja rahe hain aap Hamesha yah Dekhenge jo aap software Apne laptop mein ram Karenge uski website par jakar Dekhen ke vah software ki kya kya requirements Hain kitne GB uski Ram ho kitna GB uska graphic card Ho ke vah Chhote ran hoga to yah Ek bahut hi jyada important part hai aapke Ek acche laptop ko Build karne ke liye.
Conclusion
Two guys ummid karta hun ki aap ko Mera yah article padh kar Har Tarah ka acche tarike se knowledge mil chuka Hoga ke Ek Achcha laptop Kaise by Karen 2021 mein photo editing Ke Liye Main is article Main Har EK chij aap ko acche tarike se aur full knowledge ke sath baithe hai.
Agar aap ISI Tarah ka Technology ke related content read karna aapko Pasand Aaye To aap Hamari website ko daily visit kar sakte hain Ham apni website per time to time articles post Karte rahte hain jisse padh kar aapko bahut jyada fayda hoga.